Na-am Getting Full Information

NAAM" lena bhi ek naya janam lene ki tarah hain.Ek janam vo hota hain jo insaan "MOTHER" ke through leta hain, aur ek janam vo hota hai jo insaan "SATGURU" ke through leta hain. "SATGURU" ke through liya hua janam aapka asli janam hain. Apko "NAAM DAAN" dene ka arth aapka ruhaniyat ki duniya main janam hua ha2.BABAJI SATSANG ME FARMAYA KARTE HAIN-:' NAAM' Ka zikr harreligion main har sant mahatma ne kiya hiya hain,e.g jesus christ ne usey
WORD ya LOGOS kaha hai.'NAAM' keval ek word nahee hain balki 'creative power' hain jisne saari duniya ki rachna ki hai.Uski koi history nahee trace ki ja sakti , vo to shuru se hi shrishti main exist kar rha hain.. Jesus Christ said"In the beginning ,god was a word and the word was god." Naam parmatama hain aur parmatma Naam hain.Naam ke adhaar par bramhand khade hain..Jis din Parmatma "NAAM" ko is creation se nikaal lenge us din ye creation khatam ho jayegi..3.Dear friends plzzz read ,,Achhe karam karne se,daan punya karne se aapko unka aacha 'Phal' mila jayega lekin mukti nahee milegi.Aapko achhey , amir (rich) gharon main janm mil jayega,aapko lohey ki jagah sone ki chains lag jayengi, lekin aap rahenge to Qaidi.Achhe gharon main janm lene se,Amir(rich) banne se aap phir se sensual pleasures,Etc mein phans jayange aur phir se app 84 lac species main vapas aajayange .soo dears friends doo simran 2.5 hours daily...
''RADHA SOAMI JI''