beas mai baba ji ne shabad
"Naame hi te sab kuch hoaa, bin Satguru naam na jaape"
Par satsang kiya. Aaj satsang 1:30mint ka tha. Baba ji farmaya naam hi sab dukho ka ilaz hai. Jo simran karta hai malik ka payara hota hai.par hame pata hi nahi hame kis ka simran karna hai..
Ek naam jug char udhare" ki oh naam di kamai hai shabad di kamai hai jis se hame paar lagana hai. malik ne shabad ya naam ke zariye hi yeh duniya kaayam ki hai. jis din is duniya se shabad ko wapas bula liya yaha parlay mahaparlay ho jaugi. Naamo upje namo binse. shabde opat parley hoye shabde hi fir opat hoye... Naam ke dhare sagle jant naam ke dhare khand brahmand" naam na diya jaata hai na liya jaata hai yeh to kehne ka lehja hai. jab ander ke prakash ka sahara milega to andhera door ho jayega. Siraf grantho pothiyon padhna ratna kafi nahin hai,
uspar amal karna jaroori hai. Malik se milna ka tarika ek hai, siraf ek hi tarika, shahrag ke jariye khyal ko ander le jana, ye takat sabke ander hai. Kahne ko hum kahte hain hum aazad hain, lekin kaunsi aazadi? Kya hum sachmuch aazad hai? Hum to mann ke adhin hokar bhatakte rahte hain. Jab hum unke bataye hue raste par chal kar wo ras pee lete hain to mann kaboo men aa jata hai. Ye sab karne ke liye murshide kamil ke pas ja, poore guru ke pas wo tumhen us naam ka bhed dega aur uski kamai kar. Hamari jimedari hai Bhajan- Simran karna, baki uski jimedari hai. Lekin ye sab aaj se karna hai, kal se nahin, kyonk kal nahin kar payenge. Jo kuchh karna hai aaj kar. Hum kahte hain jab sab kuchh theek ho jayega tab karenge. Yeh to wo baat hui koi bimar hua aur kahe k pahle mujhe theek karo main dawa baad me loonga. Yeh karni ka marag hai.
Nanak ke ghar keval naam.
Lekin sant suni sunai baten nahinkarte , agar hum unki baat maan kar Bhajan-Simran karenge to wo bhi hamari laaj rakhega. hum main aur meri chhodkar us malik se mil sakenge.
""Aap Sab Ko Pyar Se Radha Soami Ji ""