Naam Daan Full Defination



Naam Daan Kya hai ?
Devotee :- Naam daan kya hai satguruji
Satguru:- Naam daan ek bharosa hai
Devotee :- kuch samjha nahi satguruji
Satguru:- acha batao agar tumhare bache ne tumse 10Rs maange toh tum ose de donge
Devotee :- Ha ji de dunga magar puch ke dena padega kyu chahiye aur kaha kharcha karna hai

Satguru:- par kya tumhe bharosa hai wo such bol raha hai ki nahi
Devotee :-satguruji mera bacha hai utna bharosa hai mujhe us pe
Satguru:- Socho agar usne wo paise kahi aur kharcha kar diye arthad kahi galat jagah me
Devotee:- Mera bharosa uspe se tut jaega or me nirash ho jaega satguru
Satguru :- Me bhi naam daan isi bharose ke saath deta hu apne bacho ko aur wo bhi wada karte hai bhajan simran karne ka socho agar wo aisa nahi karte toh me bhi nirash ho jata hu kyuki mera bharosa tut jaata hai socho agar wo kisi se burae rakhte hai kisi ke dil ko dukh puchata hai tab bhi mera bharosa tut jaata hai.